Ye Saali Zindagi (Female) Lyrics
meri jaan meri jaan meri jaan tu ye bata meri jaan meri jaan meri jaan tu ye bata tujhse karu wafa ya khud se karu meri jaan meri jaan meri jaan tu ye bata sang tere marun ya jiyu apna junun sachche jhuthe wado se hona hai kya ham ko nahi pata hai jab kal hoga kya jindagi pe tera mera kisi ka na jor hai ham sochate hai kuch wo sali sochti kuch aur hai ye jindgi ye sali jindgi ham chahte yaha hai sali jati kahi aur hai lamhe aur lamho ke bich ye tedhe medhe mod hai ye jindagi ye sali jindagi meri jaan meri jaan meri jaan tu ye bata tujhse karu wafa ya khud se karu fir ek raat hua ittefak main thi tere saath pahlu mein soyi khoya khoya sath khwabo wali raat bani fir yaad pahlo mein khoyi si jagi subah ko jindagi nayi si mili jindagi pe tera mera kisi ka na jor hai ham sochate hai kuch wo sali sochti kuch aur hai ye jindgi ye sali jindgi ham chahte yaha hai sali jati kahi aur hai lamhe aur lamho ke bich ye tedhe medhe mod hai ye jindagi ye sali jindagi meri jaan meri jaan meri jaan meri jaan tu ye bata tu ye bata tujhse karu wafa ya khud se karu o sachche jhuthe waado se hona hai kya hamko nahi pata hai jab kal hoga kya meri jaan meri jaan meri jaan tu ye bta tujhse karu wafa ya khud se karu meri jaan meri jaan meri jaan tu ye bata tujhse karu wafa ya khud se karu