Ye Saali Zindagi (Duet) Lyrics

?meri jaan meri jaan meri jaan tu ye bata meri jaan meri jaan meri jaan tu ye bata tujhse karu wafa ya khud se karu meri jaan meri jaan meri jaan tu ye bata sang tere maru ya jiu apna junun sache jhuthe wado se hona hai kya hum ko nahi pata hai jab kal hoga kya zindagi pe tera mera kisi ka na jor hai hum sochte hai kuch wo saali sochti kuch aur hai ye zindagi ye saali zindagi hum chahte yaha hai saali jati kahi aur hai lamhe aur lamho ke bich tere mere mod hai ye zindagi ye saali zindagi meri jaan meri jaan meri jaan tu ye bata tujhse karu wafa ya khud se karu fir ek raat hua itfaak main thi tere saath pahlu me soi thi khoya khoya sath khwabo wali raat bani fir yaad pahlu me soi si jagi subah ko zindagi nayi si mili nayi nayi raaho par tujhe le udi zindagi pe tera mera kisi ka na jor hai hum sochte hai kuch wo saali sochti kuch aur hai ye zindagi ye saali zindagi hum chahte yaha hai saali jati kahi aur hai lamhe aur lamho ke bich tere mere mod hai ye zindagi ye saali zindagi meri jaan meri jaan meri jaan tu ye bata tujhse karu wafa ya khud se karu sache jhuthe wado se hona hai kya humko nahi pata hai jab kal hoga kya meri jaan meri jaan meri jaan tu ye bata tujhse karu wafa ya khud se karu meri jaan meri jaan meri jaan tu ye bata tujhse karu wafa ya khud se karu