Sararara, Zindgi Nikal Chali Sarararaa Lyrics
sarara sarara sarara sarara zindagi nikal chali sarara haathon se fisal chali sarara hey behla ke chalti woh, phusla ke chalti wo kanya karari si itra ke chalti woh kuch dekhe chalti wo sab leke chalti wo hai dum toh rok usse balkha ke chaldi wo mara mara mara girta na har tu toh mara mara ary sarara zindagi nikal chali sarara khwabon ki chuoonar hai, yadon ki payal hai zindagi husn tera hum tere kayal hain aaja na reham tera humpe barsa ja sarara sarara aaja na jhalak teri humko dikhlaja teri rahon mein bhichh jaaye bas tere nagme kayi aaja na aaja na aaja aaja aa tumpe apna bhi haqq hai, apna haqq leke jaye behla ke chalti wo, phusla ke chalti wo kanya karari si, balkha ke chalti wo sarara, zindagi nikal chali sarara hathon se fisal chali sarara hey hum chalte hum rukte, sab teri hi marzi hai jeenay ki chahat ho, kehde kyun khudgarzi hai aaja na noor tera humpe barsa ja sarara sarara tu koi noor nahin, thodi narmi toh la tu agar zid pe atki hai hum bhi na gabhraye aaja na aaja na aaja aaja aa chori karna bhi ik fun hai apna fun na aazmaye kuch deke chalti woh sab leke chalti wo hai dum toh rok usse, balkhaake chalti woh sarara hathon se fisal chali sarara khwaabon ki choonar hai, yadon ki payal hai zindagi husn tera hum tere kayal hain aaja na reham tera humpe barsa ja sarara sarara aaja na jhalak teri humko dikhlaja teri raahon mein bhich jaaye bas tere nagme kayi aaja na aaja na aaja aaja aa tumpe apna bhi haq hai, apna haq leke jaaye kuch deke chalti wo sab leke chalti wo hai dum toh rok usse balkhaake chalti wo sarara zindagi nikal chali sarara hathon se fisal chali sararara sarara sarara