Sapne Khile Hue Rango Se Ude Lyrics

sapney, khile hue rango se, udhe hue patango se ambar se hain unche tukde, bujhe hue suraj ke, abhi abhi hai chamke roshan hain umeedein dees bahane aah ke saare armaan neendon se jaage hain ab toh peechay kuch nahi jinhe milna hai manzar woh aagey hain khud ko dhoonda yahan doosron mein bas batakte rahe faaslon mein waqt banke lehar beh gaya jaate jaate madar keh gaya jise doondhte hain woh, khushi apne andar hi rehti hai hai khud mein jahan tera zindagi bhi humse yeh kehti hai ab hai chehra naya manzilon ka ab safar hai naye silsilon ka humsafar banke yeh hausla nayi disha mein kahin le chala mila hai jo raasta inn kadmon mein chalne ki khwaish hai jinne dekha door se unn lamho ko chune ki koshish hai sapney, khile hue rango se, udhe hue patango se ambar se hain unche tukde, buje hue suraj ke, abhi abhi hai chamke roshan hai umeedein dees bahane aah ke saare armaan neendon se jaage hain ab toh peechay kuch nahi jinhe milna hai manzar woh aagey hain