Tore Nainaa Naina Le Gaye Chaina Lyrics
tore naina naina le gaye chaina raina kate nahi balma

  jaagta chand bhi kho gaya, so gaya
  taare tute huye hai, apne roothe huye hai sare
  tere liye log hai aur sabhi log hai, ajnabi
  tore naina naina le gaye chaina raina kate nahi balma
  tore naina naina le gaye chaina raina kate nahi balma
  
  khak me is tarah mil gaya dil mera
  banzar khone laga hai, tanha aisa hua hai
  soona khoya hua mai kahi aur hai tu kahi, tu kahi
  tore naina naina le gaye chaina raina kate nahi balma
  tore naina naina le gaye chaina raina kate nahi balma
  zaleema baalma ise bhi rog hai
  tore naina naina le gaye chaina raina kate nahi balma
  
  tore naina naina le gaye chaina raina kate nahi balma
  tore naina naina le gaye chaina raina kate nahi balma
  tore naina naina le gaye chaina raina kate nahi balma
  tore naina naina le gaye chaina raina kate nahi balma
  
  lyrics typed by : priya bhati