Door Talak Veerana Lyrics

door talak veerana hai door talak veerana hai door talak veerana hai kab tak chal ke jaana hai kab tak chal ke jaana hai door talak veerana hai door talak veerana hai jaane waale yaad rahe jaane waale yaad rahe jaane waale yaad rahe shaam dhale ghar aana hai shaam dhale ghar aana hai sacchi baatein kaun kare sacchi baatein kaun kare sacchi baatein kaun kare kaun yahan deewana hai kaun yahan deewana hai farq hai bas kirdaro mein farq hai bas kirdaro mein farq hai bas kirdaro mein baaqi khel puraana hai baaqi khel puraana hai mitti bhi hai, sona bhi mitti bhi hai, sona bhi mitti bhi hai, sona bhi dil bhi ajab khazana hai kab tak chal ke jaana hai kab tak chal ke jaana hai door talak veerana hai door talak veerana hai