O Banwre Sun To Lee Lyrics
kuch to kehe rahi hai zindagi kuch to kehe rahi hai zindagi gumshum beh rahi hai zindagi o banwre sun to le o banwre sun to le o banwre sun to le zara khwabo ka ye ajab tana bana o banwre sun to le o banwre sun to le o banwre sun to le zara kab tak yunhi chala jayega khud ko yunhi jala payega kab thak yunhi chala jayega khud ko yunhi jala payega kab tak rahega gumshum yunhi kab tak kudi ko behalayega kuch gunguna koi nai dun to le zara o banwre sun to le o banwre sun to le o banwre sun to le zara jo bas me tha kar liya har raah chal har dagar liya jo bas me tha kar liya har raah chal har dagar liya to pal thaher to le zara bahut rakh liya bahut bhar liya yaado ke rakh se phool tu chun to le zara o banwre sun to le o banwre sun to le sun to le zara sun to le sun to le zara sun to le o banwre sun to le zara o banwre sun to le o banwre sun to le