Kaisi Ajeeb Daawat Hai Ye Main Bin Bulaye Mahman Lyrics
kaisi ajib dawat hai ye mai bin bhulaye mahman
ghar wala hai lapta sab chhod ke sunsan
kaisi ajib dawat hai ye
ajib si dawat hai ye kon kare kiska intjar
mahman bhi na jane kab ish ghar ki jimmedar
ajib si dawat hai ye
kaisi ajib dawat hai ye
dawat sayad katham hui thi sab log ja rahe hai ghar
sirf bin bulaye khadi hu mai ghar wala jaye kidar
kaisi ajib dawat hai ye bin bhulaye mahman
ghar wala hai lapta sab chhod ke sunsan
kaisi ajib dawat hai ye