Hum Jiye Ya Mare Lyrics
hum jiye ya mare haye haay hum kya kare hum jiye ya mare haye hum kya kare hum jiye ya mare haye hum kya kare kya kare kya kare kya kare haye hum kya kare haye hum kya kare haye hum kya kare haye hum kya kare khil rahi chandani mast hai kamini roop hai rang hai ang me ang hai roop hai rang hai ang me ang hai mat laga tu agan jal raha hai badan kab talak yu hi aahe bhare hum jiye ya mare haye hum kya kare hum jiye ya mare haye hum kya kare phuljhadi hai umar jal rahe hai najar har nazar tej hai has rahi sej hai har nazar tej hai has rahi sej hai tumne ghayal kiya dekh lungi piya hum gunao se kaahe dare hum jiye ya mare haye hum kya kare hum jiye ya mare haye hum kya kare zindagi dharm hai punya hi karam hai zindagi dharm hai punya hi karam hai are chal zindagi prem hai prem hi marm hai zindagi prem hai prem hi marm hai pyar tan se nahi pyar man se karo iska matlab hai kya zindagi bhar maro vasna ke pare aankh kholo jara vasna ke pare aankh kholo jara tum bhi ho sundari has ke bolo jara tum bhi ho sundari has ke bolo jara do dino ke liye rup hai gandh hai do dino ke liye rup hai gandh hai isiliye bhog lo wo hi aanand hai isiliye bhog lo wo hi aanand hai tum samjhte ho kya zindagi aish hai aish ho ya na ho kya wo updesh hai saty hai zindagi jhuth hai vasna saty hai zindagi jhuth hai vasna vasna ke bina jhuth hai sadhna vasna ke bina jhuth hai sadhna bhog me tyaag hai tyaag annad hai dur dekhega kya jo najarband hai rup hai do ghadi pyar hai sarwada ek hai jhil to ek hai narmada roshni ke liye deep bankar jalo megh bankar chalo mom bankar galo zindagi tyaag hai ya ke vyapar hai jo ke khudgarz hai uska dhikkaar hai uska dhikkaar hai, uska dhikkar hai chalte duniya ka dukh hum hare hum jiye ya mare haye hum kya kare hum jiye ya mare haye hum kya kare hum jiye ya mare haye hum kya kare