Kya Karu Mai Lyrics

kya karun main confused hun main kya karun main confused hun main sapno aur hakikato me ji raha hun jo nahi tha chahta wo kar raha hun main sapno aur hakikato me ji raha hun jo nahi tha chahta wo kar raha hun main fas gaya ulajh gaya main kis bawal me he kya karun main confused hun main kya karun main confused hun main duniya jaaye chand pe mujhe hai kya padi mujhe hai kya padi ke kya bajati hai ghadi duniya jaaye chand pe mujhe hai kya padi mujhe hai kya padi ke kya bajati hai ghadi aankh khol sou ya ke nind me chalun sou jaagu jaagi sou sota hi rahu apni marji ka maalik hun har haal me kya karun main confused hun main kya karun main confused hun main roj das se paanch apni lag gayi hai watt chahta tha jindgi me thaat sirf thaat roj das se paanch apni lag gayi hai watt chahta tha jindgi me thaat sirf thaat log mujhko kahte hai ke main hun aalsi kaam pe hai masti karna meri policy kaam waam faltu mere khyaal me kya karun main confused hun main sapno aur hakikato me ji raha hun jo nahi tha chahta wo kar raha hun main sapno aur hakikato me ji raha hun jo nahi tha chahta wo kar raha hun main fas gaya ulajh gaya main kis bawal me