Gham Ki Dawa To Pyar Hai Lyrics
gham ki dawa to pyar hai
gham ki dawa sharab nahi
thukarao na hamara pyar
itne toh ham kharab nahi
gham ki dawa to pyar hai
jata hai jo janey do ata hai woh ane do
biti baten bit gayi nayi bahare ane do
bagiya me phul hajaro hain
ek hi to gulab nahi
gham ki dawa sharab nahi
ghanv jiya ke bhar denge tuta dil ham jodenge
ban ke rahenge sathi hum
ham sath kabhi na chhod enge
abb koyi tumko sata na sake
itni kisi me tab nahi
gham ki dawa to pyar hai
gham ki dawa sharab nahi
thukarao na hamara pyar
itne toh ham kharab nahi
gham ki dawa to pyar hai