Ek Nazar Me Dil Lyrics
ek najar me dil diwana ek najar me dil begana ek najar me jaa fida ek najar me jaa fida tune de diya, de diya tune de diya, de diya zindagi ka maja tune de diya, de diya tune de diya, de diya zindagi ka maja zindagi ka maja sabse alag hai, sabse juda nasha teri angdai me ek najar me utar gayi tu saanso ki gahrai me sabse alag hai, sabse juda nasha teri angdai me ek najar me utar gayi tu saanso ki gahrai me ek najar ka hai afsana ek najar me main parwana ek najar ka hai nasha ek najar ka hai nasha tune de diya, de diya tune de diya, de diya zindagi ka maja tune de diya, de diya tune de diya, de diya zindagi ka maja zindagi ka maja jab se tum aagosh me aaye aalam hai madmoshi ka aankho ne ijhaar kiya hai hontho ki khamoshi ka jab se tum aagosh me aaye aalam hai madmoshi ka aankho ne ijhaar kiya hai hontho ki khamoshi ka ek najar ka hai nasha tune de diya, de diya tune de diya, de diya zindagi ka maja tune de diya, de diya tune de diya, de diya zindagi ka maja ha zindagi ka maja ha zindagi ka maja