Jeevan Ek Rangoli Hai, Jisme Kuch Rang Fike Hai Lyrics
chokho lage jeewan mharo
  jeewan ek rangoli hai jisme kuch rang feeke hai
  kuch to kya hai sunder hai or kuch rang chamkile hai
  
  kya hai sona or jagna na hai bistar or ghar apna
  muthi me kuch ho na ho in ankho me hai sapna
  ansu sab jayenge din aise bhi ayenge
  jab rok sakega na koi bas age badte jayenge
  titli bankar mandrau ya bhawara ban kar gau
  ya khusi se pankh falake asman me udd jau
  
  na rona na thakana hai sahas man me rakhna hai
  manjil jab tak na paye na thamna na rukna hai
  bas itna hi kahna hai itihas nahi sahna hai
  afsar ki sidi ho jisme aise ghar me rahna hai