Zindagi Aisi Waisi Na Ho Lyrics
unche unche chhote chhote girte tare chunta ja niche niche dharti khinche panv panv dharta ja gayegi wo sur to mila nachegi wo chahiye ishara suni suni dhun si na ho dekhi chhui jaisi na ho mili agar to zindagi aisi waisi na ho suni suni dhun si na ho dekhi chhui jaisi na ho mili agar to zindagi aisi waisi na ho suraj takaye jab bhi badal garaj uthe rat daraye to chand aa jaye tufan mein halke fulke patte na reh chhote pani ki bhari bunde thehraye zindagi to humko bhi yunhi khushi se hi manaye khushi na ho, gham bhi na ho jo do teri marzi na ho mili agar to zindagi aisi waisi na ho suni suni dhun si na ho dekhi chhui jaisi na ho mili agar to zindagi aisi waisi na ho kyu hum khoye, kyu hum soye bhari palke khwabo ko dhoye soyi khoyi hai rahe, par hum safar karte hai kabhi akele kabhi sath hum safar karte hai khuli ankho se dekhi hai zindagi khwabo ko bhi uske hi nazar karte hai wo sahil hai wo manzil hai kabhi sath chale kabhi dur mile aisi na ho waisi na ho kise pata kaisi na ho mili agar to zindagi aisi waisi na ho aisi na ho waisi na ho kise pata kaisi na ho mili agar to zindagi aisi waisi na ho