Bandagi Ko Tu Bandagi Lyrics

arth ka anarth karke vyarth yuhi zindagi chali kal me thoos kar ke vish bhavishya ki phir chita jali har kar zameer ko zameen pe phas gaya hai jo sharir uska jal gaya kankal jaisa ho gaya hai vo is gandagi ko tu bandagi samjh ke saf kar is gandagi ko tu bandagi samjh ke saf kar saap ke jahar se dosti ka dank le raha hai jo sharir uska jal gaya kankal jaisa ho gaya hai vo is gandagi ko tu bandagi samjh ke saf kar is gandagi ko tu bandagi samjh ke saf kar ye jhuth hai sahi galat kuch to yaar faisala sa ho sina aage badh ke laa marne ka hausla to ho jo gir ke uth gaya wahi hai fir jeet to usi ki hai paap ki patang kat hi jaye reet ye jagat ki hai is gandagi ko tu bandagi samjh ke saf kar ham sahan ki shakti char paar karke uss taraf gayi jund se chalo likhe koi kahani ab nayi nayi is gandagi ko tu bandagi samjh ke saf kar is gandagi ko tu bandagi samjh ke saf kar toofan me ghul raha jahar hai sans sans maangne lagi kash ki parva teri har aanand aankh uthne lagi jiska vajir lomdi ke hath takt aa gaya ham bariso me bigne chale to tan pe rakt aa gaya is gandagi ko tu bandagi samjh ke saf kar is gandagi ko tu bandagi samjh ke saf kar lyrics typed by : pinky thakur