Main Chali To Jhoom Uthi Zindagii Lyrics

ye roop aur ye rangat, ye chaal aur ye nazakat kaisi hai ye kayamat, ab koi kya kahe ye roop aur ye rangat, ye chaal aur ye nazakat kaisi hai ye kayamat, ab koi kya kahe mai chali to jhoom uthi zindagi mai chali to jaag uthi roshni mausam naya, nayi nayi hawaye hai mai hu nayi, nayi meri adaye hai mai chali to jhoom uthi zindagi mai chali to jaag uthi roshni mausam naya, nayi nayi hawaye hai mai hu nayi, nayi meri adaye hai teri zulf ki ghataye, teri shok si nighahe kaisi hai ye balaye, ab koi kya kahe teri zulf ki ghataaye, teri shok si nighahe kaisi hai ye balaye, ab koi kya kahe duniya badli hai, mera andaza kyu badle sab kuch to hai badal gaya goonja hai jo geet naya, to saaz na kyu badle mera bhi sur hai naya, nayi nayi si hai meri rahe naya naya mera safar hai, nayi nayi si hai meri chahe nayi nayi meri nazar hai, ha nayi nayi meri nazar hai tere nain hai nirale, madira ke jaise pyale sambhle na dil sambhale, ab koi kya kahe tere nain hai nirale, madira ke jaise pyaale sambhle na dil sambhale, ab koi kya kahe dil chahe ke leke sitare, haar bana lu mai chand ho mere bin diya, sagar ki sari lehre aanchal me saja lu mai, jane kyu chahe ye jiya koi samjhe to samjhe deewane, mujhko hai parwah kya mai jane to bas itna hi janu, dil dhudhta hai rah kya o dil dhudhta hai rah kya tu hai kaise rang layi, kaisi tarang layi kaisi umang layi, ab koi kya kahe tu hai kaise rang layi, kaisi tarang layi kaisi umang layi, ab koi kya kahe mai chali to jhoom uthi zindagi mai chali to jaag uthi roshni mausam naya, nayi nayi hawaye hai mai hu nayi, nayi meri adaye hai