Jab Meri Maut Ka Wo Lyrics

jab meri maut ka, wo nazara karenge fir na dhokha kisi se, dobara karenge jab meri maut ka, wo nazara karenge fir na dhokha kisi se, dobara karenge jab mera khun rang dega, unka zamir jab mera khun rang dega, unka zamir fir mujhe har pal, wo nihara karenge jab meri maut ka, wo nazara karenge bekafan kar do chehre, ko ek pal mere dekh lene do unko, ab unki vafa bekafan kar do chehre, ko ek pal mere dekh lene do unko, ab unki vafa chikh lene do unko, meri laash par hone dp gam unhe bhi, meri maut ka meri maut ka gar wo royenge, maiyat pe aake meri gar wo royenge, maiyat pe aake meri fir mujhe khwaab me bhi pukara karenge jab meri maut ka, wo nazara karenge fir na dhokha kisi se, dobara karenge baad mere unhe thaamne ke liye meri chahat se vaakif kara de khuda baad mere unhe thaamne ke liye meri chahat se vaakif kara de khuda apni saanso se main, dur ho to gai unke dil se kabhi, main nahi hu juda main nahi hu juda jab mere ishq ka, sach wo dekhenge to jab mere ishq ka, sach wo dekhenge to fir mohabbat mujhi se, dobara karenge jab meri maut ka, wo nazara karenge fir na dhokha kisi se, dobara karenge jab meri maut ka, wo nazara karenge nazara karenge, nazara karenge