Jaise Ankhon Se Aasu Lyrics
ek samay tha jab ki devta sare tumse darte the bijli pahra deti thi aur badal pani bharte the aur aaj jaise aankho se aasu jaise aankho se aasu aise nikle ho tum khushiyo ka chaman luta kar kis or chale ho tum jaise aankho se aasu mahlo ki dahli jhuthi phulo ki veni tuti raja se rank bane ho phir bhi sabke apne ho rote sare phalwasi roti hai ek ek dasi utre sabke chehre hai sabke hi nain bhare hai koi bhi kya badlega jitne badle ho tum khusiyo ka chaman luta kar kis or chale ho tum jaise aankho se aasu tum satya veer tum dani he dhanay hui kurbani gum ki gathri kandhe par aur dhram ki lathi lekar tum dhukh me hasna sikhe kya kahne is masti ke jinko aage badhna hai har sankat se ladna hai andhiyara dhul jayega jitne ujle ho tum khusiyo ka chaman luta kar kis or chale ho tum bahte aanhko se aasu faste ho kabhi daldal me ya phir nadiya ke jala me chubhte kate paavo me uljhe ho kin bhavo me tum nange pairo wale pad gaye hai kitne chale pad gaye hai kitne chale auro ka dukh apne upar khud odh chale ho tum khushiyo ka chaman luta kar kis or chale ho tum jaise aankho se aasu