Tu Hi Sagar Tu Hi Kinara, Dhudhta Hai Tu Kiska Sahara Lyrics
tuhi sagar 
  tu hi sagar hai tu hi kinara
  dhundata hai tu kiska sahara
  dhundata hai tu kiska sahara
  
  uska saya hai tu uska darpan
  tere sine me hai uski dhadkan
  uska saya hai tu uska darpan
  tere sine me hai uski dhadkan
  teri aankho me uska ishara
  dhundata hai tu kiska sahara
  dhundata hai tu kiska sahara
  
  paap kya punay hai kya ye bhula de
  karam kar phal ki chinta mita de 
  paap kya punay hai kya ye bhula de
  karam kar phal ki chinta mita de 
  ye pariksha hogi dubara
  dhundata hai tu kiska sahara
  dhundata hai tu kiska sahara
  tuhi sagar 
  tu hi sagar hai tu hi kinara
  dhundata hai tu kiska sahara
  dhundata hai tu kiska sahara
                            
                            
                        