O Rahi Rahi, Chala Chal Rahi Lyrics

o rahi rahi chala chal rahi rahi rahi chala chal rahi surili koyal ki seeti shahad ke chathe se meethi surili koyal ki seeti shehar ke chathe se meethi char paise ki ye toffi zindagi itni hi kaafi mom ki batti se pighle iss pal ko jeelo tum aaj ye sach hai jo ab hai ye amrit pee lo tum surili koyal ki seeti shahad ke chathe se meethi char paise ke yeh toffi zindagi itni hi kaffi pyar ke paas aao tum dilo ke phool khil jaye akele geeto me tere meri aawaz mil jaye pyar ke paas aao tum dilo ke phool khil jaye meri ha teri nana me kahi na shaam dhal jaye rahi rahi chala chal rahi o rahi rahi chala chal rahi jivan ye saral hai seedhi si lakheer bahe ye chal chal jaise gangaji ka neer jivan ye saral hai seedhi si lakheer baki samajh gaye sab sadhu aur phakeer pyar ke paas paas paas paas dilo ke phool phool phool phool bhul bhi jao baat purani papaji ke chate yaad jo rakhna hai to rakho mummy ke parathe bhul bhi jao baat purani papaji ke chate chate yaad jo rakhna hai to rakho mummy ke parathe parathe mann me leke kyun phirte ho kaanto jaisi yade kal to aakhir beet gaya hai ab to socho aage baat ye meri maan lo tum raaz ye seedha jaan lo tum hatho sathi tham lo tum manzil hai yahi pyar ke paas aao tum suro me taal khul jaye tere bin jannat ki chabi bol de simsim khul jaye pyar ke paas aao tum suro me taal khul jaye subha pe huke huye tak me aaj ke sham chal jaye rahi rahi chala chal rahi o rahi rahi chala chal rahi jivan ye saral hai seedhi si lakheer bahe ye chal chal jaise gangaji ka neer jivan ye saral hai seedhi si lakheer baki samajh gaye sab sadhu aur phakeer jivan ye saral hai seedhi si lakheer bahe ye chal chal jaise gangaji ka neer jivan ye saral hai seedhi si lakheer baki samajh gaye sab sadhu aur phakeer