Todna Tute Hue Dil Ka Lyrics

todna tute hue dil ka bura hota hai todna tute hue dil ka bura hota hai jiska koi bhi na ho uska khuda hota hai todna tute hue dil ka bura hota hai maang kar tumse khushi lun mujhe manzoor nahin maang kar tumse khushi lun mujhe manzoor nahin kiska maangi huyi daulat se bhala hota hai kiska maangi huyi daulat se bhala hota hai jiska koi bhi na ho uska khuda hota hai todna tute hue dil ka bura hota hai log na haq kisi majbur ko kehte hai bura log na haq kisi majbur ko kehte hai bura aadami achhe hai sab waqt bura hota hai aadami achhe hai sab waqt bura hota hai jiska koi bhi na ho uska khuda hota hai todna tute hue dil ka bura hota hai ae munir apni tabaahi ka ye shikwa kaisa ae munir apni tabaahi ka ye shikwa kaisa jitna taqdir me likha hai adda hota hai jitna taqdir me likha hai adda hota hai jiska koi bhi na ho uska khuda hota hai todna tute hue dil ka bura hota hai todna tute hue dil ka bura hota hai jiska koi bhi na ho uska khuda hota hai todna tute hue dil ka bura hota hai todna tute hue dil ka bura hota hai todna tute hue dil ka bura hota hai