Antenna (Reloaded) Lyrics

sapne hai din ke to jashan tumhara kyu na gaye najar hai inki to hoga kyu najariya tumhara apne jamane me jo tumne kiya ho tum jano aaj ke jamane me batao ye karenge kyu dobara bate kare na hamari kabhi tum jo kaho to dohraye rahe dil me chupate yuhi always dard hamara chahe jo bhi kahe kabhi tum problem samjh na paye kabhi bhule se bhi tum pakad na paye kyu signal hamara antena nahi karta match antena antena nahi karta catch antena antena nahi karta match antena antena nahi karta catch antena antena nahi karta match antena antena nahi karta catch antena you dont know we can see why did you just let me see you dont know we can see why did you just let me see antena nahi karta match antena antena nahi karta catch antena