Tere Bina Aub Nahi Mujhko Jinaa Lyrics
kyu lag raha hai, samay ajnabi ajnabi
  aisi na dekhi, ye rate kabhi
  hai palon ki bas ye mulaqat
  dhal raha hai sitaron me aakash
  kyu ye reto sa, phisalta jaye lamha
  tere bina ab nahi mujh ko jeena
  chodna, tum ye bahe kabhi na
  jana na, kahi tum, liye ijazat bina
  tere bina ab nahi mujh ko jeena
  chodna, tum ye baahe kabhi na
  jana na, kahi tum, liye ijazat bina
  
  aankhain, kabhi main na kholu
  jab tum nahi samne ho
  us kal ki kaise main sochu
  jis kal me tum hi nahi ho
  tum hi nahi ho, tum hi nahi ho
  bachpana thi meri jawani
  aake tu ne badal di kahani
  ho gai kaise, khawahish ye jawan
  tere bina ab nahi mujh ko jeena
  chodna, tum ye bahe kabhi na
  jana na, kahi tum, liye ijazat bina
  tere bina ab nahi mujh ko jeena
  chodna, tum ye bahe kabhi na
  jana na, kahi tum, liye ijazat bina
  cindrella cindrella
  
  tere bina ab nahi mujh ko jeena
  chodna, tum ye bahe kabhi na
  jana na, kahi tum, liye ijazat bina
  tere bina ab nahi mujh ko jeena
  chodna, tum ye bahe kabhi na
  jaana na, kahi tum, liye ijazat bina
  cindrella yahi ye cindrella yahi ye
  cindrella ya hi ye cindrella he