Saathiya (Remix) Lyrics
sathiya sathiya 
  pagle se tune ye kya kiya
  chun liya chun liya 
  tujhko diwane ne chun liya
  dil to udha udha raha aasman 
  badalo ke sang
  ye to machal machal ke raha 
  sun nayi si dhun
  badmash dil to thag hai bada
  badmash dil ye tujhse juda
  badmash dil meri sune na jidd pe ada
  badmash dil to thag hai bada
  badmash dil ye tujhse juda
  badmash dil meri sune na jidd pe ada
  
  achhi lagi dil ko meri har teri baat re
  saya tera bach ke chalu itna hai khwab re
  kande pe sar rakh ke tere kat jaye raat re
  bite ye din thame tera hath me hath re
  ye kya hua mujhe mera ye dil fisal fisal gaya
  ye kya hua mujhe mera jahan badal hai gaya
  badmash dil to thag hai bada
  badmash dil ye tujhse juda
  badmash dil meri sune na jidd pe ada
  badmash dil to thag hai bada
  badmash dil ye tujhse juda
  badmash dil meri sune na jidd pe ada
  
  sathiya sathiya 
  pagle se tune ye kya kiya
  chun liya chun liya 
  tujhko diwane ne chun liya
  dil to udha udha raha aasman 
  badalo ke sang
  ye to machal machal ke raha hai
  yaha jingadi ki dhun
  badmash dil to thag hai bada
  badmash dil to thag hai bada
  badmash dil ye tujhse juda
  badmash dil meri sune na jidd pe ada
  badmash dil to thag hai bada
  badmash dil ye tujhse juda
  badmash dil meri sune na jidd pe ada