Yeh Sarrati Sarrati Raftare Hai Lyrics

vira, yeh sarrati sarrati raftare hai aage bas manzil hai, piche hawaye hai vira, yeh sarrati sarrati raftaare hai aage bas manzil hai, piche hawaye hai tharrata tharrata ik tufan jo chhu ke jo guzre toh tham jaati rahe hai vira, vira, vira, vira ziddi iraada hai koi kismat ki ik jo na maane dil ka ik shola junun ka, khole ujaalo ke khaare raato ko chire, subah ki tire kaali zanjire tod ke hi bana din naya waqt ne kuch aisa, lamha chuna ho saare itihaaso pe jo chhod ega apne nishaan sarrati sarrati raftaare hai aage bas manzil hai, piche hawaye hai tharrata tharrata ik tufa jo chhu ke jo guzre toh tham jaati rahe hai mushkil woh mushkil hi kya hai baazi jo jaan pe na aaye ho gir hai bhi gir hai kaha hai aasani se khul jo jaaye khayaalo me bhi jo mumkin nahi ho wohi kar dikhana himmato ki toh pehchaan hai khud me khudi ka kuch bhi kahaa hai jaan bus wohi hai yaario pe jo qurbaan hai sarrati sarrati raftaare hai aage bas manzil hai, piche hawaye hai hey hey tharrata tharrata ik tufa jo chhu ke jo guzre toh tham jaati rahe hai vira, vira, vira, vira