Jis Praani Par Kripa Lyrics

jis praani par krupa prabhu ki wo kab kisse hara jis praani par krupa prabhu ki wo kab kisse hara jiska rakshak ishwar usko kab kisne hai mara jis praani par krupa prabhu ki wo kab kisse hara ek shikari aapne ghar se le dhanush bann nikala bhai chidiyo ka karne ke liye wadh van ki or chala bhai vahan vraksh ki shakha par do panchhi sukh se rahte the ek nar tha duji thi mada ek duje par marte the dekha jab dono pakshin ko viyag prashan huaa bhari jhat se bann chada liya wadh ki kar li taiyari viyag par najar padi dono pakshi ghabraye ab dono man soch rahe ab ud kar pran bach jaye aasmaan par najar gayi to ang ang sab phul gaya sahas dhiraj chhuta bhay se udna tak bhi bhul gaye nabh main khooni baaz aur bhoomi par viyagh hatyara jiska rakshak ishwar usko kab kisne hai maara jis praani par kripa prabhu ki wo kab kisse hara ab to pakshin ki aasha ka antim sahra chhut gaya kah rahi hai nar se mada hey nath vidhata ruth gaya ab bichhad jayege dono wo pal swami dur nahi kuch rahe hum sath sath vidhi ko ye manjur nahi maa kya dono pakshi mar gaye nahi beta dono ne sache man se prabhu ko yaad kiya par leela dharti leela ko na koi hai pahchana kaise raksha karta hai ye bhed koi na jana ek vishdhar achanak jane kaise prakat hua viyagh ko das liya buri tarha pairo se uske lipat gaya lakhsay hata ghabrahat se ulti disha main teer gaya ambar chakkar kaat raha us pakshi baaz ko chir gaya mara shikari sarp dansh se bann ne baaz ko mara jis praani par krupa prabhu ki wo kab kisse hara jis praani par krupa prabhu ki wo kab kisse hara jiska rakshak ishwar usko kab kisne hai mara jis praani par krupa prabhu ki wo kab kisse hara