Geet Mein Dhalte Lafzon Mein Lyrics

geet mein dhalte lafzon mein taal pe chalti nabzon mein naya kuchh naya to zaroor hai shaam se leke sehron mein dhoop jadi duphero mein naya kuchh naya to zaroor hai kya baat hai jo baat hai taaza lagey zindagi ki nayi nayi faza lagey haan ye umango se poora hua seena hai lamha ye maanga nahi ise humne cheena hai yunhi jeena hai dhul jami thi aankhon mein khwab khile ab lakhon mein naya kuch naya to zaroor hai dard ki baatien kal ki hain aaj me khushiya chalki hain naya kuch naya to zaroor hai jebon mein hum raatein liye ghuma kare fursat ke ye mauke sabhi jhuma kare haan ye umango se poora hua seena hai lamha ye maanga nahi ise humne cheena hai yunhi jeena hai hatheli me hai nayi garmiya junoon sakht hai gayi narmiya hai dilchasp ye aag si aag si mitenge nahi yaad se yaad se geet mein dhalte lafzon mein taal pe chalti nabzon mein naya kuchh naya to zaroor hai shaam se leke sehron mein dhoop jadi duphero mein naya kuchh naya to zaroor hai kya baat hai jo baat hai taaza lagey zindagi ki nayi nayi faza lagey haan ye umango se poora hua seena hai lamha ye maanga nahi ise humne cheena hai yunhi jeena hai