Dil Nakaam Lyrics
ishq maza hai ishq wafa hai ishq ada hai ishq nasha hai ishq maza hai ishq wafa hai ishq ada hai ishq nasha hai iss ishq ke chakkar mein pad ke dil ho gaya ho gaya dil nakaam dil nakaam dil nakaam dil nakaam dil nakaam dil nakaam haan pyaar ke dariya mein doob ke bekraar dil ho gaya dil laga ke tanhai mein jeena mushkil ho gaya haan pyaar ke dariya mein doob ke bekraar dil ho gaya dil laga ke tanhai mein jeena mushkil ho gaya aaj kal haal aisa hai meri betaabi ka kya karu main bhala dil ki iss gustakhi ka iss ishq ke chakkar mein pad ke dil ho gaya ho gaya dil nakaam dil nakaam dil nakaam dil nakaam dil nakaam dil nakaam saanso ki sargoshiyo ko chain ka ehsaas do aankho ka samjho ishara pyaar ki ik raat do saanso ki sargoshiyo ko chain ka ehsaas do aankho ka samjho ishara pyaar ki ik raat do zindagi har ghadi jee rhi kabhi khwahish me bepanah pyaar ki bewajah farmaaish me iss ishq ke chakkar mein pad ke dil ho gaya ho gaya dil nakaam dil nakaam dil nakaam dil nakaam dil nakaam dil nakaam ishq maza hai ishq wafa hai ishq ada hai ishq nasha hai ishq maza hai ishq wafa hai ishq ada hai ishq nasha hai iss ishq ke chakkar mein pad ke dil ho gaya ho gaya dil nakaam dil nakaam dil nakaam dil nakaam dil nakaam dil nakaam