Jahan Dekhta Hu Najar Aa Rahi Hai Mujhe Sirf Barbaadiya Lyrics

mujhe jindagi se mohabbat bahut thi sikayat ko majbur hu ab gamo ki ye lapte uthi is tarah se ke dil me jala ja raha sab mai tinke ke jaise udda ja raha hu chali wakt ki andhiya jaha dekhta hu najar aa rahi hai mujhe sirf barbadiya barbadiya barbadiya barbadiya samunder me dooba hua saksh hu mai kinare bahut door hai mai wo saksh tha chand ki sochata tha sitare bahut door hai mai kato pe chal to raha hu magar meri adat me shamil nahi ye jo manjil najar aa rahi aaj mujhko ha sach pucho manjil nahi ye mai tinke ke jaise udda ja raha hu chali wakt ki andhiya jaha dekhta hu najar aa rahi hai mujhe sirf barbadiya barbadiya barbadiya barbadiya mai is bebasi pe hasu ya main rou ye aasan nahi faisala mai unchayiyo se gira or girunga shuru ho chuka silsila kismat ki bato pe kudarat ke kisso pe ab to yakin aa rahaa han jo wakt hai meri kismat me likha wahi wakt le ja raha mai tinke ke jaise udda ja raha hu chali wakt ki andhiya jaha dekhta hu najar aa rahi hai mujhe sirf barbadiya barbadiya barbadiya barbadiya