Gam Ko Bhulana, Hasna Hasna Lyrics
dhinak dhin dhinak dhin dhinak dhin do pal ki ye jindagi hai, meri jaan jee lo isko jane kal aye na aaye meri jaan jeelo har pal ko khusi ke sath gam bhi jude hai kare kya o gamo ko gale laga lo or apna lo meri janeja aaj jo nasha hai kal ko bhulana hasna hasana gam ko bhulana, hasna hasana kal ko bhulana, hasna hasana gam ko bhulana, hasna hasana o ek din to marna hi hai, meri jaan ham sabhi ko jeene ki mohlat milti hai, meri jaan har kisi ko jee nahi pata hai har koi kare kya to chalo ham inhe batade, jina sikhade jane jaa aaj jo nasha hai, kal ko bhulana, hasna hasana gam ko bhulana, hasna hasana kal ko bhulana, hasna hasana gam ko bhulana, hasna hasana pairo ke neeche jamin lekin najar asmaan par apne hi hatho se kismat likhe badlo par sitaro ki hi tarah kash mile ham khusi se jhilmilaye or muskuraye jaanejan aaj jo nasha hai kal ko bhulana, hasna hasana gam ko bhulana, hasna hasana kal ko bhulana, hasna hasana gam ko bhulana, hasna hasana