Aaye Koi Jo Yahan Phir Se Jee Le Lyrics

dunia ke gorakh dhandhe se tu dar ke bhage kyu choro ka dhumdhadaka kis parchand ko bhape tu apna na koi paraya khud ko kis ka mane tu kho jayega is jangle me ek andha sa prani tu aaye koi yaha jo phir se jee jeele chhod sharam tu bhi ek jaam peele gardisho me hai tere sitare aaj ye pal tu bhi jeele sanni si sanso se khud ko sambhale aa hi gaya hai to ek jaam peele darta rahega to jeeyega kab tu aaj ye pal tu bhi jeele aaj uthake jo kadam jo tu aa hi gaya jo tu aa hi gaya pichhe na hatna jo hona hai ho jayega jo agar jindagi tujhko chhule maut ki raho se tujhko bachale aaj ye pal tu bhi jeele sahmi si sanso se khud ko sambhale aa hi gaya hai to ek jaam peele darta rahega to jeeyega kab tu aaj ye pal tu bhi jeele uljhane kyu hai tu pahlu me aa bhi ja daman bichhaye khadi hu tu baho me aaja kap kapate ye lab jo pukare tere hi baho me jhulu mai jhule aaja aaja ye pal tu bhi jeele sahmi si sanso se khud ko sambhale aa hi gaya hai to ek jaam peele darta rahega to jeeyega kab tu aaj ye pal tu bhi jeele dunia ke gorkh dhandhe me aake fas gaya hai tu ab to bas tera janaza kis kone me chhupta tu apna na koi paraya khud ko kiska mane tu kho gaya hai is jangle me ek andha sa prani tu