Na Ghar Ke Na Ghaat Ke (Title Song) Lyrics
aa gaye mumbay ke sagar mein gaon ki naiya par iss root ki sabhi lineay vyast hai bhaiya aa gaye mumbay ke sagar mein gaon ki naiya par iss root ki sabhi lineay vyast hai bhaiya mehanga pad gaya sapne bunna mehanga pad gaya sapne bunna na ghar ke na ghaat ke munna na ghar ke na ghaat ke munna na ghar ke na ghaat ke munna vasudeva mumbai deva vasudeva badli hai aap hawa, badal gaye hain nazare ye signal ye local, dost naye hai tumhare naa zyada sun na, naa zyada bol na paane mein hawa bhi kum le saans bhi pyare mehanga pad gaya sapne bunna mehanga pad gaya sapne bunna na ghar ke na ghaat ke munna na ghar ke na ghaat ke munna apna woh hota nahin jo apna lagta hai wrong hai right, jeb hai tight, lekin sab chalta hai rasta hai seedha jo tu tedha chale yahan to matlab se suraj aur chaand nikalta hai mehanga pad gaya sapne bunna mehanga pad gaya sapne bunna na ghar ke na ghaat ke munna na ghar ke na ghaat ke munna kaale kaale coat, hare hare note taxi''ian kaali peeli technicolor hai ye sehar, baate iski rangeeli lekin khushiyon ka color hai kaun sa tu pehchane ye to bas zindagi jee lee mehanga pad gaya sapne bunna mehanga pad gaya sapne bunna na ghar ke na ghaat ke munna na ghar ke na ghaat ke munna aa gaye mumbay ke sagar mein gaon ki naiya par iss root ki sabhi lineay vyast hai bhaiya mehanga pad gaya sapne bunna mehanga pad gaya sapne bunna na ghar ke na ghaat ke munna na ghar ke na ghaat ke munna na ghar ke na ghaat ke munna na ghar ke na ghaat ke munna