Shael Sutha Ke Ankhon Lyrics
sumukhasch ekdantascha, kapilo gajakarnakah lambodarashcha vikato vighnanaasho vinaayakah dhuumraketurganaadhyaksho bhaalachandro gajaananah dvaadashaitaani naamaani yahpatheth shrnuyadapi shrishti niyaamak hai bhi tu sanchaalak bhi saare kashto ke ho tum sanhaarak bhi shrishti niyaamak hai bhi tu sanchaalak bhi saare kashto ke ho tum sanhaarak bhi sab devo ke dev ho tum gandeva sab devo ke dev ho tum gandeva jai ganpati jai ganpati jai jai jai ganpati… shael sutha ke aankhon ke tum taare ho aagya palak ho, tum shiv dulaare ho modak priya ho, tera mushak vaahan hai bhaal chandra hai, tera gaj ka aanan hai ho jaao tum prasanna, mit jaaye dukh turant, he ganesha.. he ganesha ho jaao tum prasanna, mit jaaye dukh turant, he ganesha.. he ganesha shael sutha ke aankhon ke tum taare ho aagya palak ho, tum shiv dulaare ho modak priya ho, tera mushak vaahan hai bhaal chandra hai, tera gaj ka aanan hai ho jaao tum prasanna, mit jaaye dukh turant, he ganesha.. he ganesha ho jaao tum prasanna, mit jaaye dukh turant, he ganesha.. he ganesha sumukhasch ekdantascha, kapilo gajakarnakah lambodarashcha vikato vighnanaasho vinaayakah dhuumraketurganaadhyaksho bhaalachandro gajaananah dvaadashaitaani naamaani yahpatheth shrnuyadapi mohani murat teri kitani pyaari hai mann mein basa hai roop teri balihaari hai mohani murat teri kitani pyaari hai mann mein basa hai roop teri balihaari hai ridhhi-sidhhi mile kare jo seva, sab devo ke ho deva ho jaao tum prasanna, mit jaaye dukh turant, he ganesha.. he ganesha ho jaao tum prasanna, mit jaaye dukh turant, he ganesha.. he ganesha rakshak ho tum ekdant lambodar hee mahima teri hai anant manohar hee rakshak ho tum ekdant lambodar hee mahima teri hai anant manohar hee stuti kare jo mann se teri, chamtakaar kare tu deva ho jaao tum prasanna, mit jaaye dukh turant, he ganesha.. he ganesha ho jaao tum prasanna, mit jaaye dukh turant, he ganesha.. he ganesha shael sutha ke aankhon ke tum taare ho aagya palak ho, tum shiv dulhaare ho modak priya ho, tera mushak vaahan hai bhaal chandra hai, tera gaj ka aanan hai ho jaao tum prasanna, mit jaaye dukh turant, he ganesha.. he ganesha ho jaao tum prasanna, mit jaaye dukh turant, he ganesha.. he ganesha vidyaarambhe vivaahe cha praveshe nirgame tathaa sangraame sankate chaiva vighnastasya na jaayate vakratund mahaakaay koti surya samprabh nirvighnam kurumedev sarva kaaryeshu sarvada.