Muskurake Dekh, Zara Muskurake Dekh Lyrics
muskurake dekh zara muskurake dekh haye muskurake dekh zara muskuraye raat ke baad hi subah muskuraye kaanto mein phool manchala mushkile to mehmaan hai, mushkile to aasan hai sharrt bas itni hai, unpe to muskaye muskurake dekh zara muskurake dekh muskurake dekh zara tuta ik taara, khali kahan hai aasman laakho ho armaan, hasta rahe jo dil sada hass hass ke yaara, hass hass ke yaara gum ko zara tu rula ke dekh muskurake dekh zara muskurake dekh haye muskurake dekh zara haste hontho pe roti ye aankhein khoob hai gum hi khushi ka sach poocho to mehboob hai daaman khushi ka, daaman khushi ka usme to gum ko saja ke dekh muskurake dekh zara muskurake dekh muskurake dekh zara jaage hai chanda aur khwabon mein khoya jahan jalke suraj bhi roshan kare saara jahan tu unke jaisa, tu unke jaisa inn raaton mein jagmagake dekh muskurake dekh zara muskurake dekh muskurake dekh zara rokey kismat pe tu aise hi na baithna khayi hai thokar kyun dil ne bhi ye sochna dil ko laga par ooo dil ko laga par duniya ko bhi aazma ke dekh muskurake dekh zara muskurake dekh haye muskurake dekh zara muskuraye raat ke baad hi subah muskuraye kaanton mein phool manchala mushkile to mehmaan hai, mushkile to aasan hai sharrt bas itni hai, unpe to muskaye muskurake dekh zara muskurake dekh haye muskurake dekh zara