Sri Raghunadhika Katha Sravan Lyrics

shri raghunath ki katha shrvan se hi mitte paap sada pawan ati pawan aadarsh dham hai charak sahit ke moksh dayni katha, janak jaa sawyamwar hai janakpur manohar hai garw dikhaya rawan ne dhanush ko toda raghuwar ne shiv dhanu bhang ki gunj uthi shubh vivah ki shobha badhi subh tithi subh ghadi shiv ke hari ke pani grahan ka ati sunder darshan ananad ananad charo disha devi sita bani hai dulahaniya prabhu ram bane dekho dulha anand anand charo disha shri raghunath ki katha shravan se hi mitte paap sada sita ayodhya aayi raghuwar ke sang charo disha me faila khushiyo ka rang rajyabhishek ka nirnay hua rani kaikayi ne usko roka ram banwas kare bharat hi ho raja pati se war manga teer laga jaisa dashrath ji murchit hue putr moh ko taj na sake re sheesh jukhaye lete vidayi chalte awadh se ram raghurai chale siya lakshman ke sang ram ban gye vanwaasi shobha badh gayi van kal ki mudi katha kuch aisi roye sabhi rehvaasi shri raghunaath ki katha shravan se hi mitte paap sada wan pe parnkuti hai raam nivaas yahi hai swarn hiran ki aankhe chamki seeta reh gayi use dekhti man ko na rok saki mrig chahiye ye kehti ye kaamna poorn kare ye shrri raam hai van ko chale ati chatur bhringi maayavi wo mrig bana maarich shri raam ka baan use jaise laga wo dusht laga fir cheekh lakshman lakshman lakshman bhawti bhikhshaam dehi raavan wahan ja pahuncha bhikshuk sa banke dene biksha nikli hai seeta jaise paar ki lakshman rekha dhara sahit utha liya dharni suta ka haran kiya shri raghunaath ki katha shravan se hi mitte paap sada seeta seeta praan piya soona soona jiwan hai virahshul si chubhan hai siya ke bina raha na jaaye man mandir ye toota jaaye bin dekhe tumhe chain naa aaye pal pal yun sang bita jaaye gati bin jeevan badh na paaye sita kahan kho gayi tum apna yeh milna jaise ek sapna kanth me dukh hai aankho me praan hai kate hue pankh hai jatu vihang hai sunaate seeta vritant hai aarambh hua hanumant bhagwatam