Woh Jaanta Hai Lyrics

?woh jaanta hai mere yaar woh jaanta hai mere yaar socha na kabhi man mein laaye na kabhi lab pe kab mangenge hum rab se woh jaanta hai mere yaar woh jaanta hai mere yaar socha na kabhi man mein laaye na kabhi lab pe kab mangenge hum rab se woh jaanta hai mere yaar woh jaanta hai mere yaar ye na samajhna bach jayega Insaan ka tu dil dukha ke Insaan ko insaan se lada ke nafratein unme jagaa ke rehna tu bhi taiyar woh jaanta hai mere yaar woh jaanta hai mere yaar mandir masjid ya girija ho kuchh ho tera pehnawa ghar becha mazhab ko tune karke koi bhi dikhawa chhupna hai tera bekaar woh jaanta hai mere yaar woh jaanta hai mere yaar sun le zaraa e insaan khamosh hai rab to rehne de o murakh na aazma rehne de rehne de gar hans diya rab hans diya phir na bachegi koi bhi jaa na yeh zameen na aasma koi na dega phir to jagah ke har jagah ke har disha ke har jagah ke har disha woh jaanta hai mere yaar