Paharhi (Kaaga Ja) Lyrics
?kaaga ja kaaga ja kaaga ja
  kaaga ja, piya ke desh
  kaaga ja kaaga ja kaaga ja
  kaaga ja, piya ke desh
  humri nagariya tere bin suni
  humri nagariya tere bin suni
  ye dena sandesh
  kaaga ja, piya ke desh
  kaaga ja kaaga ja kaaga ja
  kaaga ja, piya ke desh
  
  humri nagariya chhayee badariya
  naina bahein saari rain
  naina bahein saari rain
  aaja sanwariya teri yeh bawariya
  aaja sanwariya teri yeh bawariya
  jogan ho gayo bhesh
  kaaga ja, piya ke desh
  kaaga ja kaaga ja kaaga ja
  kaaga ja, piya ke desh
  
  o ri badariya ja piya ki nagariya
  humra jiya na jala
  humra jiya na jala
  humre piya pardes sidhare
  humre piya pardes sidhare
  rut ne badla bhesh
  kaaga ja, piya ke desh
  kaaga ja kaaga ja kaaga ja
  kaaga ja, piya ke desh