Walla Walla, Masha Allah Lyrics
walla walla walla walla walla walla walla
  ye jawani ye ada kyu na ho koi fida
  haa ye jawani ye ada kyu na ho koi fida
  uuf kayamat jism tera uuf ye aakhe nasha nasha
  masha allah masha allah masha allah oye hoye oye 
  masha allah masha allah masha allah
  ye jawani ye ada kyu na ho koi fida
  uuf kayamat jism tera uuf ye aakhe nasha nasha
  
  mai samandar se bach aaya duba teri aakho me
  loot saki na duniya mujhko luta teri baato ne
  mai samandar se bach aaya duba teri aakho me
  loot saki na duniya mujhko luta teri baato ne
  uuf ye masti uuf ye nakhara uuf ye jhulfe ghata ghata
  masha allah masha allah masha allah oye hoye oye 
  masha allah masha allah masha allah
  ye jawani ye ada kyu na koi fida
  uuf kayamat jisam tera uuf ye aakhe nasha nasha
  
  oo oo rup tera valla valla tu hi chand sitaro me
  tu baharo ki hai malika tu hi tu hai najaro me
  oo rup tera valla valla tu hi chand sitaro me
  tu baharo ki hai malika tu hi tu hai najaro me
  uuf ye jadu uuf ye jalwa uuf ye teri ada ada