Maiyya Yashoda (Remix) Lyrics
nat-khat nat-khat jamuna ke tath par kuch toh churaye haye maiyya dil churaye, neendh churaye, chain churaye haye maiyya kaise main jaaun ghar apne sab laaj sharam main chodhi re kaise kahun kis nat-khat ne kiya maakhan chori re maiyya yashoda mori gagri se jamuna ke pul par maakhan haan koi de maakhan chura le gaya ho maiyya yashoda kaise jaaun ghar jamuna ke pul par maakhan haan koi de maakhan chura le gaya mori baanh modi nat-khat re kare dil ko jodi nat-khat re mori gagri phooti nat-khat re main bojh se chhooti nat-khat re mori thaame kalai us kinaare le gaya ho maiyya yashoda sacch kehta hoon main jamuna ke pul par maakhan ki gagri se maakhan bachane gaya ho maiyya yashoda mori gagri se jamuna ke pul pe maakhan haan koi de maakhan chura le gaya ho suna tha ik din maine jamuna tath par chalte chalte kisi gopi ko beth akele rote raina dhalte maine socha ke meri maiyya se main kya bolunga kahe na roka uss roti goriya ke dil ko chalte haan maakhan toh churaya, par usko bhi sikhaya ke tu bhi toh thoda sa chak le bhai oo maai hum dono phir jaa baithe uss jamuna ke pul par maakhan hum mil ke, re maakhan chata ho gaya oo maiyya yashoda mori gagri se jamuna ke pul pe maakhan haan koi de maakhan chura le gaya ho maahi mohe laaj aave kaahe main ro ro karti thi tu hi maakhan chori main beth ke bas aahein bharti thi phir tere nat-khat ne ik din mohe yeh raaz bataya ho phir tere nat-khat ne ik din mohe yeh raaz bataya chori hota tha maakhan kyun ke choron se darti thi jo maakhan jam ke khaye, toh kya koi churaye toh chakh le aur chakha le thoda maai ho maai tore nat-khat ko maine hi jamuna ke pul pe maakhan khilaaya re maakhan mera ho gaya maiyya yashoda sach kehta hun main jamuna ke pul par maakhan haan gori ko maakhan khilane gaya nat-khat nat-khat jamuna ke tath par kuch toh churaye haye maiyya dil churaye, neendh churaye, chain churaye haye maiyya kaise main jaaun ghar apne sab laaj sharam main chodhi re kaise kahun kis nat-khat ne kiya maakhan chori re ho maiyya yashoda, ho maiyya yashoda ho maiyya yashoda mori, maiyya yashoda mori ho maiyya yashoda sacch kehta hoon main jamuna ke pul par maakhan ki gagri se maakhan bachane gaya nat-khat nat-khat jamuna ke tath par ho maiyya yashoda nat-khat nat-khat jamuna ke tath par ho maiyya yashoda nat-khat nat-khat jamuna ke tath par kuch toh churaye haye maiyya dil churaye, neendh churaye, chain churaye haye maiyya kaise main jaaun ghar apne sab laaj sharam main chodhi re kaise kahun kis nat-khat ne kiya maakhan chori re