Dil Tukade Tukade Bikhar Gaya Ek Pal Me Lyrics
pyaar hi pyaar nahin nikla toh kismat ko iljaam na do yaar hi yaar nahin nikla toh yaar ko yaar ka naam na do dil tukde tukde bikhar gaya ik pal mein koi jeete ji hi mar gaya ik pal mein dil tukde tukde bikhar gaya ik pal mein koi jeete ji hi mar gaya ik pal mein yeh kya kiya o bewafa kaisa sila diya rabba ve tune pyaar kyun banaaya rabba ve tune pyaar kyun banaaya yeh pyaar nahin yeh pyaar nahin dil rota hai jo mere saath huwa kya yun bhi hota hai yeh pyaar nahin yeh pyaar nahin dil rota hai jo mere saath huwa kya yun bhi hota hai koi apna banke loot gaya sapne saare haare haare haare ishq se hum haare yeh kya kiya o bewafa kaisa sila diya rabba ve tune pyaar kyun banaaya rabba ve tune pyaar kyun banaaya ya khuda yeh bata aisa hota hai kyun ya khuda yeh bata aisa hota hai kyun ishq jisne kiya wohi rota hai kyun yeh ishq hai ya hai saja yeh badduwa ya hai duwa hum loot gaye hum mit gaye nikla woh bewafa yeh ishq hai ya hai saja yeh badduwa ya hai duwa hum loot gaye hum mit gaye nikla woh bewafa haan yeh kya kiya o bewafa kaisa sila diya rabba ve tune pyaar kyun banaaya rabba ve tune pyaar kyun banaaya dil tukde tukde bikhar gaya ik pal mein koyi jeete ji hi mar gaya ik pal mein dil tukde tukde bikhar gaya ik pal mein koyi jeete ji hi mar gaya ik pal mein yeh kya kiya o bewafa kaisa sila diya rabba ve tune pyaar kyun banaaya rabba ve tune pyaar kyun banaaya rabba rabba rabba tune pyaar kyun banaaya