Mere Ghar Aap Aaye, Ek Tu Hai Piyaa Jis Pe Dil Aa Gayaa Lyrics

mere ghar sarkar aaye kahiye kya khaatir karu mai badi uljhan me hu ki baat kya aakhir karu aap hi se hi puchhati hu aap hi faramaaiye pesh karu mai dil-e-khidamat ya ki jaan haazir karu oho oho ho ek tu hai piya jis pe dil aa gaya ek tu hai piya jis pe dil aa gaya teri ek nazar ne raaja beqaraar kar diya teri ek nazar ne raaja beqaraar kar diya ek tu hai piya jis pe dil aa gaya teri ek nazar ne raaja beqaraar kar diya teri ek nazar ne raaja beqaraar kar diya ek tu hai piya jis pe dil aa gaya apni to nazar me tu raaja koi chor hai jis ka ki saare zamaane me hi shor hai apni to nazar me tu raaja koi chor hai jis ka ki saare zamaane me hi shor hai aur kahu kya tujhko haay lut liyaa re aur kahu kya tujhko haay lut liyaa re mujhko tune aankh mila ke jina dushwaar kar diya tune aankh mila ke jina dushwaar kar diya ek tu hai piya jis pe dil aa gaya teri ek nazar ne raaja beqaraar kar diya teri ek nazar ne raaja beqaraar kar diya ek tu hai piya jis pe dil aa gaya dhire dhire hum tum kaha se kaha aa gaye dono ke dil ke iraade takra gaye dhire dhire hum tum kaha se kaha aa gaye dono ke dil ke iraade takra gaye phir se ye dilwaali nahi laut ke aanewaali phir se ye dilwaali nahi laut ke aanewaali bairi aaj agar jo tune inakaar kar diya bairi aaj agar jo tune inakaar kar diya ek tu hai piya jis pe dil aa gaya teri ek nazar ne raaja beqaraar kar diya teri ek nazar ne raaja beqaraar kar diya ek tu hai piya jis pe dil aa gaya