Dooriya Bhi Hai Zaroori Lyrics
thodi thodi guzre pakad kabhi taaza si hawayein satte satte se yeh rishte apni baaho ko failaye mera mann, toh bas gungunana chahe uska mann, khul ke geet gaana chahe muskurayo, main woh khilkhilana chahe hai ziddi yeh badi majbooriyan bhi dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori zaroori hai yeh dooriyan dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori zaroori hai yeh dooriyan zyada nazdikiyo me dooriyo ke hote hain ishaare lehro ko chakhna na mithi nahi pani hai yeh khaare love kahe, mere paas tum na aana door se, accha hai timtamana varna adh mein hoga dard-e-jaana hai ziddi yeh badi majbooriyan bhi dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori zaroori hai yeh dooriyan dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori zaroori hai yeh dooriyan main toh aisi baarish hoon jo teen ki chhat pe kud ke barse woh kuyar hain dheemi rut ki baras na paaye chhor ke dar se dono barse, par sang sang kahan hai thodi doori se zindagi aasan hai meri duniya aur uska bhi jahan hai hai ziddi yeh badi majbooriyan bhi dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori zaroori hai yeh dooriyan, yeh dooriyan dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori zaroori hai yeh dooriyan