Yeh Jindgi Jiyo Toh Jiyo Bas Yar Ke Liye Lyrics

yeh jindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye yeh jindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye yeh jindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye yeh jindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye yeh jindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye yaro yeh dosti kaa kuchh aisa jazba hai in sare rishto me ye ek ajuba hai yaro yeh dosti kaa kuchh aisa jazba hai in sare rishto me ye ek ajuba hai isme mohabbat hai, isme shikayat hai isme shararat hai, jo bhi hai dil se hai yaro yeh dosti kaa kuchh aisa jazba hai in sare rishto me ye ek ajuba hai yeh jindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye yeh jindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye daulat yeh milti hain, milti hain, kho jati hain shauhrat yeh milti hain, milti hain, kho jati hain in sabke bad toh yeh dosti reh jati hain aur phir se jiwan me yeh sab kuchh de jati hain jiwan kee sari khushiyo se badhke yeh dosti hain sare najar se unchi yeh khubsurati hain jiwan kee sari khushiyo se badhke yeh dosti hain sare najar se unchi yeh khubsurati hain jiski tamanna me hee har ek pujari bhi hain insaniyat ke mandir kee aisi yeh murti hain andhi aane do, tufan aane do har mushkil se bachaye yeh dosti hamko sambhale, hamko sanvare hamko jina sikhaye yeh dosti yeh dosti, yeh dosti yaro yeh dosti kaa kuchh aisa jazba hai in sare rishto me ye ek ajuba hai isme mohabbat hai, isme shikayat hai isme shararat hai, jo bhi hai dil se hai yaro yeh dosti kaa kuchh aisa jazba hai in sare rishto me ye ek ajuba hai yeh jindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye yeh jindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye waise toh har din me koyi naa koyi milta hain in sab me mushkil se ek yar sachha hota hain jisse karke bate yeh mann halka sa hota hain aur salo ke bad bhi woh apna sa lagta hain jispe tujhe bharosa hain ha sachha yar woh hain jo tere gam me rota hain ha sachha yar woh hain jispe tujhe bharosa hain ha sachha yar woh hain jo tere gham me rota hain ha sachha yar woh hain jispe tujhe bharosa hain ha sachha yar woh hain jo tere gham me rota hain ha sachha yar woh hain jo too kisi musibat me woh bin bulaye aaye aur khud kee jindgi bhi de ha sachha yar woh hain koyi jati janey naa koyi majhab janey naa bas insano ko janey yeh dosti gaddari janey naa, farebi janey naa bas sachhayi pehchane yeh dosti yeh dosti, yeh dosti, yeh dosti yaro yeh dosti kaa kuchh aisa jazba hain in sare rishto me ye ek ajuba hain isme mohabbat hai, isme shikayat hai isme shararat hai, jo bhi hai dil se hai yaro yeh dosti kaa kuchh aisa jazba hain in sare rishto me ye ek ajuba hain yeh jindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye yeh jindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye yeh jindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye yeh jindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye