Aawara Baadal Nahi Main Lyrics
awara baadal nahi mai
  awara baadal nahi mai
  awara baadal nahi mai
  awara baadal nahi mai
  deewana pagal sahi mai
  deewana pagal sahi mai
  haa bewafa to nahi mai
  awara baadal nahi mai
  awara baadal nahi mai
  
  jazbaa ishq hota hain kya
  mujhko pata hain mere sanam
  jazbaa ishq hota hain kya
  mujhko pata hain mere sanam
  dard e judaai yeh tanhaai 
  mujhko pata hain mere sanam
  dil ka dhadakna dil ka tadapna
  dil ka dhadakna dil ka tadapna
  mujhko pata hain mere sanam
  nadaan sa aashiq sahi mai 
  jaana harjaai nahi mai
  awara baadal nahi mai
  awara baadal nahi mai
  
  aankhon mein bas teri tasveer
  ban gayi iss raanjhe ki tu heer
  aankhon mein bas teri tasveer
  ban gayi iss raanjhe ki tu heer
  zor nahi chalta ab dil pe
  chahe kitni thi jo lagi
  daulat shauhrat milne par bhi
  daulat shauhrat milne par bhi
  ishq bina to hoon mai fakir
  haa ek saudagar sahi mai
  dil ka saudaai nahi mai
  deewana paagal sahi mai
  deewana paagal sahi mai
  haa bewafa to nahi mai
  awara baadal nahi mai
  awara baadal nahi mai
                            
                            
                        