Man Ke Mat Pe Mat Chaliyo Lyrics
ishq mushk bedar na koi, man se badhkar chor na koi bin aag badan sulga dega, ye rag rag rog laga dega man ke mat pe mat chaliyo, ye jiteji marwa dega man ke mat pe mat chaliyo, ye jiteji marwa dega mashuq mohalle me jake, besabra roz dagha dega man ke mat pe mat chaliyo, ye jiteji marwa dega man ke mat pe mat chaliyo, ye jiteji marwa dega o man ki mandi manjokari, man hi man ka mol kare o man ki mandi manjokari, man hi man ka mol kare bhul bhal ke nafa munafa nain tarazu tol kare nain tarazu tol kare khud hi mol badha de manwa, khud hi mol badha de manwa khud hi mol chupa de manwa, khud hi bhao gira dega man ke mat pe mat chaliyo, man ke mat pe mat chaliyo man ke mat pe mat chaliyo, ye jiteji marwa dega man behkaye, man bhatkaye, man batlaye sau raste man behkaye, man bhatkaye, man batlaye sau raste man ki mat me pyar hai mehnga, pran pakheru hain saste pran pakheru hain saste man se thodi anban rakhna, man se thodi anban rakhna man ke agey darpan rakhna, manwa shakal chupa lega man ke mat pe mat chaliyo, mat chaliyo, mat chaliyo man ke mat pe mat chaliyo, ye jiteji marwa dega man ke mat pe mat chaliyo, ye jiteji marwa dega mashuq mohalle, mashuq mohalle me ja ke besabra roz dagha dega, man ke mat pe mat chaliyo