Ram Katha Lyrics

toh bholo siya pati ramchandra maharaj ki jai pavan sut hanuman ki jai jai ho suno suno ram katha yeh har legi sakal vyatha yeh dashrath ke sukh ki gaatha purshon mein jo uttam tha suno suno suno woh adhyaye jab purshottam shri ram ne lanka pe kar ke chadayi raavan ko dhool chatayi aur sita bhi wapas aayi suno suno suno sunaun kalyug mein satyug darshaun subh subh subh sandesh sunaun ram siya ke gun main gaaun suno suno ram katha yeh har legi sakal vyatha yeh dashrath ke sukh ki gaatha purshon mein jo uttam tha purshottam ram jagat ke pavan putra ram bhakat the lacchman the dhaal se bhaari lanka pe hui chadayi phir ram ji ne apni ardhangani mata sita ko paaya purshottam ram jagat ke pavan putra ram bhakat the lacchman the dhaal se bhaari lanka pe hui chadayi toh bolo siya pati ram chandra maharaj ki jai lanka pe lankesh hara ke dekh teer shamseeron se chale ayodhya ram palat ke veeron se randheeron se adhron pe muskaan dhari bhuja mein apni maan bhara jai jai jai ram hui aur lanka mein lankesh mara ram chale toh sevak bratha saath chale gaaon gaaon mein ram siya ki baat chale jahan jahan se raam ki sena guzar rahi umad gumad ke jungle aaye aaj wahin shor machaye jashn manaye ram siya ke darshan paaye jai jai jai jaikal bulaayein pag pag pe deep jalayein arrey suno suno ram katha yeh har legi sakal vyatha yeh dashrath ke sukh ki gaatha purshon mein jo uttam tha aur us ke baad sab mil kar ayodhya laut aaye khushi ke palchin uss pal beetay ek murkh jab bola aise ram hain keval lanka jeetay, lanka jeetay kya paaya hai sita ko ram ne paawan kya pawanta ko bhang kar gaya paapi raavan ram yeh sun ke reh gaye mann se reetay reetay agni pariksha de do bole paawan sitey agni pariksha asur dhara ne manwa seencha sita ne di agan pariksha achhayi ki jeet sunischit hoti hai sachaayi hi sabse menhga moti hai hua daam ko tha sir neecha safal ho gayi agan pariksha arrey safal ho gayi agan pariksha gad gad ho ram yun bole, paawan se bhed yun khole satya aur prem kabhi na mrityu ke aagey dole suno suno ram katha yeh har legi sakal vyatha yeh dashrath ke sukh ki gaatha purshon mein jo uttam tha toh bolo siya pati ramchandra maharaj ki jai pawan sut hanuman ki jai, jai ho