Pyar Itna Na Kar Yeh Dil Jaata Hai Bhar Lyrics
pyar itna na kar ye dil jata hai bhar 
  yu na dekho na khud ko hi ham aise 
  pyar itna na kar ye dil jata hai bhar 
  yu na dekho na khud ko hi ham aise 
  pyar itna na kar ye dil jata hai bhar
  
  karwat karwat sadiya gujri
  udte lamhe ko kya ginna
  tere kandhe jagah bankar ankhe munde sapna bunna
  jindagi de bita ek ghar me ham aise
  pyar itna na kar ye dil jata hai bhar
  
  itni aage ham hai nikle
  dunia piche reh si gayi hai
  unke kadmo se chalne ki
  adat apni chut gayi hai
  mithi si yad bhar ban baithe hai
  pyar itna na kar ye dil jata hai bhar
  yu na dekho na khud ko hi ham aise 
  pyar itna na kar ye dil jata hai bhar