Halka Halka Sa Gumaan Hai Jane Kya Mujhe Hua Hai Lyrics
halka halka sa guman hai jane kya mujhe hua hai 
  har najar dar badar ajnabi
  hamko bhi yehi gila hai jo bhi aaj kal mila hai
  har kadam dam badam ajnabi
  is taraf jo hai udasi, is tafaf bhi hai jara si
  dil ki rah hoti do ajnabi
  anjana kehne ko hi tha, mera tha vo jo bhi tha
  anjani hai magar nahi ke tu hai yehi kahi
  
  jabse jana ke ab na chahana hai fir kabhi bhi tujhe
  chahato se kinara kar liya
  jab socha ke ab na sochenge fir kabhi bhi tumhe
  dil ne koi bahana kar diya
  o mere tumhare darmiya jo baate hui nahi hai 
  kabhi dua me kabhi juban pe kyu tumne kahi nahi hai
  kehne ko to kya nahi hai, dar pe har khushi khadi hai
  fir bhi kyu lag rahi hai kami
  anjana kehne ko hi tha, mera tha vo jo bhi tha
  anjani hai magar nahi ke tu hai yehi kahi
  
  ae mere khuda dur kahi kya ho rahi hai subah
  mil gayi mujhe, mil gayi tujhe vaha jine ki fir vajah
  tu jo keh de to manjile yu mil jaye yu aaj fir hame
  tere mere ye raste lag jaye yu aaj fir gale
  mai rehti tere sirane daudti us kinare hai jaha pe mera jahan
  anjana kehne ko hi tha, mera tha vo jo bhi tha
  anjani hai magar nahi ke tu hai yehi kahi
  anjana kehne ko hi tha, mera tha vo jo bhi tha
  anjani hai magar nahi ke tu hai yehi kahi
                            
                            
                        