Tumko Agar Pyaar Diya To Lyrics
tumko agar maine pyar kiya to 
  tum kya doge mujhe, dil 
  aur koi ikarar kiya to
  tum kya doge mujhe, jaan
  tumko agar maine pyar kiya to
  tum kya doge mujhe, sara jaha jhuthe
  
  raato ka savera hai rangin andhera hai
  mauka bhi sunhera hai
  raato ka savera hai rangin andhera hai
  mauka bhi sunhera hai
  aao jara aur idhar thame huye dil jigar
  teer jigar ke paar kiya to
  tum kya doge mujhe, do hazaar
  tumko agar maine pyar kiya to
  tum kya doge mujhe, teen hazaar
  
  dil maine diya tumko
  lo apna kiya tumko
  mana hai piya tumko
  dil maine diya tumko
  lo apna kiya tumko
  mana hai piya tumko
  pyar bina jeena kya
  yaar bina jeena kya
  jeena agar dushwar kiya to
  tum kya doge mujhe, are char hazaar
  tumko agar maine pyar kiya to
  tum kya doge mujhe, paanch hazaar
  paanch hazaar ek
  paanch hazaar do
  paanch hazaar teen
                            
                            
                        