Bhooli Dastaan Lyrics
wo bhooli dastaan, lo fir yaad aa gayi nazar ke samne, ghata si chha gayi nazar ke samne, ghata si chha gayi wo bhooli dastaan, lo fir yaad aa gayi kaha se fir chale aaye ye bhatke huye saye ye khuch bhule huye nagame jo mere pyar ne gaye ye kuch pichhadi huyi yade ye kuch tute huye sapne praye ho gaye to kya kabhi ye bhi to the apne na jane unse kyo milkar najar sharma gayi wo bhooli dastaan, lo fir yaad aa gayi kahi rangi zamane the tarane hi tarane the mager ab puchhata hai dil wo din the ya fasane the falak ek yad hai baki bas ek fariyaad hain baki wo khusiya lut gayi lekin dile barbad hai baki kaha thi jindagi meri, kaha per aa gayi wo bhooli dastaan, lo fir yaad aa gayi